Category: Sad Shayari
Love Shayari-Tapakti Hai Nigaahon Se
Love Shayari-Taale laga diye dil ko ab uska armaan nahin, Shayari
Love Shayari-Mere ishq ke tareke behad juda hai
Love Shayari-Love Shayari, Lamhe Ye Suhaane Saath Ho Na Ho
Love Shayari-Sad Love Shayari, Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai
Sad Love Shayari, Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai
टूटा हो दिल तो दुःख होता है,
करके मोहह्बत ये दिल रोता है,
दर्द का एहसास तो तब होता है आपको..
जब किसी से मोहह्बत हो और
उसके दिल में कोई और होता है! 😢
Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai,
Karke Mohabbat Kisi Se Ye Dil Rota Hai,
Dard Ka Ehsaas To Tab Hota Hai Jab,
Kisi Se Mohabbat Ho Aur,
Uske Dil Mei Koi Aur Hota Hai! 😢
Love Shayari-Sad Love Shayari, Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai
Sad Love Shayari, Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai
टूटा हो दिल तो दुःख होता है,
करके मोहह्बत ये दिल रोता है,
दर्द का एहसास तो तब होता है आपको..
जब किसी से मोहह्बत हो और
उसके दिल में कोई और होता है! 😢
Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai,
Karke Mohabbat Kisi Se Ye Dil Rota Hai,
Dard Ka Ehsaas To Tab Hota Hai Jab,
Kisi Se Mohabbat Ho Aur,
Uske Dil Mei Koi Aur Hota Hai! 😢
Jaate Huye Jee Bhar Ke Usey Dekh To Lun Main…
Jaate Huye Jee Bhar Ke Usey Dekh To Lun Main…
Aye Aankhiyan Zara Thara Tujhey Rone Ki Padi Hai
Separation Of Two Love Sad Shayari Of The Day At Poetry Tadka. Hindi Sad Shayari, Sad Shayari In Hindi , सैड शायरी
राब्ते, रास्ते, वास्ते कुछ नहीं पहले जैसा
दिल उदास और और बहुत उदास है
Rabtey, Rastey, Wastey Kuchh Nahin Pahle Jaisa
Dil Sad Aur Aur Bahot Sad Hai
उदास करने की उसने भी इन्तहा कर दी
उदास होने का मैने भी हक़ अदा किया
Udas Karne Ki Usne Bhi Inteha Kar Di
Sad Hone Ka Mainey Bhi Haq Ada Kiya
Badalna Chahte Ho Na…..?
Badalna Chahte Ho Na…..?
Badal Jaao
Meri Hadd Se Nikalna Hai…??
Nikal Jao
Magar Thahro
Zara Thahro
Agar Youn Door Jakar Bhi
Kahin Par Chain Na Aaya
Hamari Yaad Me Gar Dil
Kisi Ka Ho Nahin Paya
To Fir Kis Tum Tarah Wapas
Hamare Paas Aaoge
Agar Wapas Bhi Aana Hai
To Jana Kis Liye Hai Fir
Tumhe Samjha Raha Hun Main
Sanbhal Jao
Agar Fir Bhi Badalna Hai
Meri Had Se Nikalna Hai
Badal Jaoooo
Suno Tum Beshak Badal Jaoooo
Sad Shayari, Sad Shayari In Hindi, सैड शायरी
ये चुभन अकेलेपन की, ये लगन उदास सब से
मैं खुद से लड़ रहा हूँ, तुझे किया बताऊँ कब से
Ye Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Sad Sab Se
Mai Khud Se Lad Raha Hun, Tujhey Kiya Bataoun Kab Se
उदास होने की जो वजह पूछी मैं गिरगिट से
बोला शर्त हार गया हूँ तेरे महबूब से रंग बदलने में
Sad Hone Ki Jo Wajah Poochhi Main Girgit Se
Bola Shart Haar Gaya Hun Tere Mahboob Se Rang Badalne Men
Sad Shayari
Sad Shayaris
Sad Shayari Post Karna Mera Pesha Hai Aur Khush Mizaaz Rahna Mera Shauk.
Tum Kia Dogey Taqleef,
Kia Karogey Mujhey Udaas Arthat Sad. Meri Muskarahat Par Sajayen Kanp Uthti Hai.
Sad Shayari In Hindi, सैड शायरी
Tarapte Hain Na Roote Hain, Na Hum Faryad Karte Hain
Sanam Ki Yaad Me Har Dam Khuda Ko Yaad Karte Hain
Unhin Ke Ishq Me Hum Naala-O-Faryaad Karte Hain
Elaahi Dekhiye Kis Din Hame Wo Yaad Karte Hain
Sad Shayari, Sad Shayari In Hindi, सैड शायरी
उदास रहता है मोहल्ले में बारिशों का पानी
कागज की कश्ती बनाने वाले बच्चे इश्क़ कर बैठे
Udaas Rahta Hai Mohalle Me Barishon Ka Paani
Kagaj Ki Kashti Banane Wale Bachchey Ishq Kar Baithey
हर तरफ रौनक है बस एक तेरी ही कमी
शरद मौसम हल्के बादल और उदासी भरी शाम
Har Taraf Raunak Hai Bus Ek Teri Hai Kami
Shard Mausam Halke Badal Aur Udaasi Bhari Sham









