Love Shayari-Kisi ke dil mein basna bura to nahi

Love Shayari-Kisi ke dil mein basna bura to nahi

Kisi ke dil mein basna bura to nahi


Kisi ke dil mein basna bura to nahi,
Kisi ko dil mein basana khata to nahi,
Hain ye zamane ki nazar me bura to kya hua,
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi.

किसी के दिल में बसना कुछ बुरा तो नहीं,
किसी को दिल में बसाना कोई खता तो नहीं,
गुनाह हो यह ज़माने की नज़र में तो क्या,
ज़माने वाले कोई खुदा तो नहीं।