Love Shayari

Love Shayari

Jiske Dil Bhut Acche

Vo Kahatee Hai Haath Chhod Do Pyaar(Love) Kee Khaatir 

Hamane Pyaar(Love) Chhod Diya Pyaar(Love) Kee Khaatir


Jo Dil Ke Aaeene Mein Ho Vahee Hai Pyaar(Love) Ke Qaabil

Varn Deedaar Ke Qaabil Har Tasveer Hua Karatee Hai


मुझे हमसफ़र तेरी रफ़्तार से चलना नहीं आया

तेरे अपने दलाईल हैं मेरे अपने मसाइल हैं

Mujhey Hamsafar Teri Raftaar Se Chalna Nahin Aaya

Tere Apne Dalayil Hain Mere Apne Masail Hain


कभी ख्याल यूँ लाये मेरे क़रीब तुझे

हर एक लहज़ा हर एक लब से तू सुनाई दे

Kabhi Khyal Youn Laaye Mere Qareeb Tujhey

Har Ek Lahza Har Aik Lab Se Too Sunayi De


खो जाऊँ तो वीरान से हो जाती हैं राहें

मिल जाऊँ तो फिर जीने का अहसास तुम हो

Kho Jaoun To Veeraan Se Ho Jati Hain Raahen

Mil Jaoun To Fir Jeene Ka Ahsaas Tum Ho


जो शख्स तेरे तसव्वर से हे महक जाये

सोच तुम्हारे दीदार में उसका क्या हाल होगा

Jo Sakhs Tere Tasawwar Se He Mahak Jaye

Soch Tumhare Deedaar Men Uska Kia Haal Hoga


लफ़्ज़ों की बनावट मुझे नहीं आती

तू बहोत सोहनी है सीधी सी बात है

Lafzon Ki Banawat Mujhey Nahin Aati

Too Bahot Sohni Hai Seedhi Si Baat Hai

हम कहीं जाएंगे बना लेंगे जगह अपने लिए

हमको आता है हुनर दिल में उतर जाना

Ham Kahin Jayengey Bana Lengey Jagah Apne Liye

Hamko Aata Hai Hunar Dil Me Utar Jana

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.