Love Shayari-Mohabbat to jeene ka naam hai,
Love Shayari-Tum yaad nahi karte.. ham tumhe bhula nahi sakte,
Love Shayari-Tujhe kya pata ki mere dil mein,
Love Shayari-Yu hi bewajah ek tasveer ret par ukerti hain ungliyaan,
यूँ ही बेवजह एक तस्वीर रेत पर उकेरती हैं उँगलियाँ,
लिख कर तेरा नाम जमीं पर मिटा देती हैं उँगलियाँ,
है मालूम कि लहरों को नहीं रास ये आने वाला,
चंद लम्हों में..
जी भर के एहसास-ए-मोहब्बत जी लेती हैं उँगलियाँ। 📖✍
Yu hi bewajah ek tasveer ret par ukerti hain ungliyaan,
Likh kar tera naam jameen par mita deti hain ungliyaan,
Hai maloom ki lahron ko nahin raas ye aane waala,
Chand lamhon mein..
Jee bhar ke ehasaas-e-mohabbat jee leti hain ungliyaan. 📖✍
Love Shayari-Jab raat ko aapki yaad aati hai,
Jaate Huye Jee Bhar Ke Usey Dekh To Lun Main…
Jaate Huye Jee Bhar Ke Usey Dekh To Lun Main…
Aye Aankhiyan Zara Thara Tujhey Rone Ki Padi Hai
Separation Of Two Love Sad Shayari Of The Day At Poetry Tadka. Hindi Sad Shayari, Sad Shayari In Hindi , सैड शायरी
राब्ते, रास्ते, वास्ते कुछ नहीं पहले जैसा
दिल उदास और और बहुत उदास है
Rabtey, Rastey, Wastey Kuchh Nahin Pahle Jaisa
Dil Sad Aur Aur Bahot Sad Hai
उदास करने की उसने भी इन्तहा कर दी
उदास होने का मैने भी हक़ अदा किया
Udas Karne Ki Usne Bhi Inteha Kar Di
Sad Hone Ka Mainey Bhi Haq Ada Kiya
Badalna Chahte Ho Na…..?
Badalna Chahte Ho Na…..?
Badal Jaao
Meri Hadd Se Nikalna Hai…??
Nikal Jao
Magar Thahro
Zara Thahro
Agar Youn Door Jakar Bhi
Kahin Par Chain Na Aaya
Hamari Yaad Me Gar Dil
Kisi Ka Ho Nahin Paya
To Fir Kis Tum Tarah Wapas
Hamare Paas Aaoge
Agar Wapas Bhi Aana Hai
To Jana Kis Liye Hai Fir
Tumhe Samjha Raha Hun Main
Sanbhal Jao
Agar Fir Bhi Badalna Hai
Meri Had Se Nikalna Hai
Badal Jaoooo
Suno Tum Beshak Badal Jaoooo
Sad Shayari, Sad Shayari In Hindi, सैड शायरी
ये चुभन अकेलेपन की, ये लगन उदास सब से
मैं खुद से लड़ रहा हूँ, तुझे किया बताऊँ कब से
Ye Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Sad Sab Se
Mai Khud Se Lad Raha Hun, Tujhey Kiya Bataoun Kab Se
उदास होने की जो वजह पूछी मैं गिरगिट से
बोला शर्त हार गया हूँ तेरे महबूब से रंग बदलने में
Sad Hone Ki Jo Wajah Poochhi Main Girgit Se
Bola Shart Haar Gaya Hun Tere Mahboob Se Rang Badalne Men
Sad Shayari
Sad Shayaris
Sad Shayari Post Karna Mera Pesha Hai Aur Khush Mizaaz Rahna Mera Shauk.
Tum Kia Dogey Taqleef,
Kia Karogey Mujhey Udaas Arthat Sad. Meri Muskarahat Par Sajayen Kanp Uthti Hai.
Sad Shayari In Hindi, सैड शायरी
Tarapte Hain Na Roote Hain, Na Hum Faryad Karte Hain
Sanam Ki Yaad Me Har Dam Khuda Ko Yaad Karte Hain
Unhin Ke Ishq Me Hum Naala-O-Faryaad Karte Hain
Elaahi Dekhiye Kis Din Hame Wo Yaad Karte Hain
Sad Shayari, Sad Shayari In Hindi, सैड शायरी
उदास रहता है मोहल्ले में बारिशों का पानी
कागज की कश्ती बनाने वाले बच्चे इश्क़ कर बैठे
Udaas Rahta Hai Mohalle Me Barishon Ka Paani
Kagaj Ki Kashti Banane Wale Bachchey Ishq Kar Baithey
हर तरफ रौनक है बस एक तेरी ही कमी
शरद मौसम हल्के बादल और उदासी भरी शाम
Har Taraf Raunak Hai Bus Ek Teri Hai Kami
Shard Mausam Halke Badal Aur Udaasi Bhari Sham
Sad Shayari उदास होंठों पे मुस्कराहट के फूल आये तो जान लेना
उदास होंठों पे मुस्कराहट के फूल आये तो जान लेना
की दिल के अंदर कोई उदास, बहुत उदासी में ढल रही है
Udas Honthon Pe Muskrahat Ke Phool Aayen To Jaan Lena
Ki Dil Ke Andar Koi Udaas, Bahot Udaasi Me Dhal Rahi Hai
उदास नगरी में कदम रखा तो ये जाने मैंने
ग़मों की महफ़िलें कमाल सजती हैं
Udaas Nagri Me Kadam Rakha To Ye Jane Maine
Gamon Ki Mahfilen Kamaal Sajti Hain.









