Love Shayari-Raat hogi to chand duhai dega
Raat hogi to chand duhai dega
Raat hogi to chand duhai dega,
Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega,
Ye mohabbat hai zara sochke karna,
Ek aansoo bhi gira to sunai dega.
रात होगी तो चाँद दुहाई देगा,
ख्वाबों में आपको वह चेहरा दिखाई देगा,
ये मोहब्बत है, ज़रा सोचकर करना,
एक आंसू भी गिरा तो सुनाई देगा!
Love Shayari-Ishq wale ankho ki baat samajh lete hai
Love Shayari-Mehakti baharo me tumhe Phuulon ki tarah dekha hai
Love Shayari-Aankhon ki gehraayi ko samajh nahi paate
Love Shayari-Aankhon me rehne wale ko yaad nahi karte
Love Shayari-Hamari har khata pe naraz na hona
Hamari har khata pe naraz na hona
Hamari har khata pe naraz na hona,
apni pyari si muskurahat ko kabhi na khona,
Sukun milata hain dekh kar aapaki muskurahat,
hume maut bhi aaye to bhi mat rona.
मेरी हर खता पर नाराज़ न होना,
अपनी प्यारी सी मुस्कान कभी न खोना,
सुकून मिलता है देखकर आपकी मुस्कराहट को,
मुझे मौत भी आये तो भी मत रोना!









