Khuda Ne Jab Tujhe Banaya Hoga
Khuda Ne Jab Tujhe Banaya Hoga,
Ek Suroor Sa Uske Dil Mai Aaya Hoga,
Socha Hoga Kya Dunga Tohfe Mai Tujhe,
Tab Jake Usne Mujhe Banaya Hoga.
Bas ab ek haan ke intezaar
Bas ab ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jaayegi,
ab toh bas uljhan hai saath mere neend kahan aayegi,
Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
rimjhim si gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi.
please share and comment


















