Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de- Love

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de- Love

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de


Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de,
Par us dil ko kabhi dard na do jo tumse Pyar kare,
Kyuki tum duniya ke liye koi ek ho,
Par kisi ek ke liye sari Duniya ho.

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de- Love

Tammanna se nahi tanhai se darte hain


Tammanna se nahi tanhai se darte hain,
pyaar se nahi ruswayi se darte hain,
milne ki to bahut chahat hai magar,
milne ke baad judai se darte hain.


please share and comment

Pyar me koi to dil tod deta hai

Pyar me koi to dil tod deta hai,


Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta hai,
Zindagi jina to koi gulab se sikhe,
Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai.

प्यार में कोई तो दिल तोड़ देता है,
दोस्ती में कोई तो भरोसा तोड़ देता है,
ज़िंदगी जीना तो कोई ग़ुलाब से सीखे,
जो खुद टूट कर दो दिलों को जोड़ देता है।




Na Karta Shikayat Zamane Se Koi


Na Karta Shikayat Zamane Se Koi,
Agar Maan Jaata Manane Se Koi,
Kisi Ko Kyun Hamesha Yaad Karta Koi,
Agar Bhul Jaata Bhulane Se Koi!


























































please share and comment

Kuch nasha to aapki baat ka hai- Love

Kuch nasha to aapki baat ka hai- Love
Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to aapki baat ka hai,
Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
Humhe aap yuhi sharabi na kahiye,
Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai.


Kuch nasha to aapki baat ka hai- Love
Mohabbat ke chaand ko



Mohabbat ke chaand ko apni panah mein rehne do,
Labon ko na kholo aankhon ko kuch kehne do,
Dil peh haath rakho aur kuch der rehne do,
Mujhe mehsoos karo aur apne paas hi rehne do.


please share and comment

Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum- Love

 Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum- LoveTeri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum


Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum,
Kya Jaroorat Thi Aajmane Ki,
Yoon Hi Behosh Pade Hai Teri Rahon Main,
Kya Jaroorat Thi Alag Se Muskurane Ki.


 Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum- LoveKash humari bhi parwah kisi ne ki hoti


Kash Humari Bhi Parwah Kisi Ne Ki Hoti,
To Ye Duniya Humse Ruswa Na Hoti,
Agar Aata Aap Jaisa Muskurana Humein,
To Humse Bhi Kisi Ne Mohabbat Ki Hoti.


please share and comment