Pyar me koi to dil tod deta hai

Pyar me koi to dil tod deta hai,


Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta hai,
Zindagi jina to koi gulab se sikhe,
Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai.

प्यार में कोई तो दिल तोड़ देता है,
दोस्ती में कोई तो भरोसा तोड़ देता है,
ज़िंदगी जीना तो कोई ग़ुलाब से सीखे,
जो खुद टूट कर दो दिलों को जोड़ देता है।




Na Karta Shikayat Zamane Se Koi


Na Karta Shikayat Zamane Se Koi,
Agar Maan Jaata Manane Se Koi,
Kisi Ko Kyun Hamesha Yaad Karta Koi,
Agar Bhul Jaata Bhulane Se Koi!


























































please share and comment

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de- Love

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de- Love

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de


Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de,
Par us dil ko kabhi dard na do jo tumse Pyar kare,
Kyuki tum duniya ke liye koi ek ho,
Par kisi ek ke liye sari Duniya ho.

Us dil se pyar na karo jo tumhe dard de- Love

Tammanna se nahi tanhai se darte hain


Tammanna se nahi tanhai se darte hain,
pyaar se nahi ruswayi se darte hain,
milne ki to bahut chahat hai magar,
milne ke baad judai se darte hain.


please share and comment

Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi- Love Shayari

 Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi- Love ShayariKabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi


Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi,
Apni Aankhon Mein Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi,
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mein Basi Rehti Hai,
Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mein Kho Jaati Hogi.

 Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi- Love Shayari
Iss husan ka didar hum bar bar kerta hai


Iss husan ka didar hum bar bar karte hai,
Her pal hum apka iktiyar karte hai,
Waqt mila to hum pe aitbaar kar lena,
Warna aapka intezaar to hum har bar karte hai.

Meri ankhen aaj bhi uska intjaar karti hai- Love Shayari

Meri ankhen aaj bhi uska intjaar karti hai- Love Shayari
Meri ankhen aaj bhi uska intjaar karti hai


Meri ankhen aaj bhi uska intjaar karti hai,
Meri ek ek dharkan aaj bhi usi ek ke liye dharakti hai,
Wo zamane ko dikhati hai ki use mujse pyar nahi,
Lekin main janta hu ki aaj bhi wo mujse he inthan mohabbat karti hai.


Meri ankhen aaj bhi uska intjaar karti hai- Love Shayari

Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir


Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir,
Teri Ankhon Me Ansoo The Meri Khatir,
Wahi Ek Lamha Muje Zindagi Se Pyara Laga.

Love Shayari-Pyar me koi to dil tod deta hai,

Love Shayari-Pyar me koi to dil tod deta hai,


Pyar me koi to dil tod deta hai,


Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta hai,
Zindagi jina to koi gulab se sikhe,
Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai.

प्यार में कोई तो दिल तोड़ देता है,
दोस्ती में कोई तो भरोसा तोड़ देता है,
ज़िंदगी जीना तो कोई ग़ुलाब से सीखे,
जो खुद टूट कर दो दिलों को जोड़ देता है।

Love Shayari-Pyar me koi to dil tod deta hai,


Na Karta Shikayat Zamane Se Koi



Na Karta Shikayat Zamane Se Koi,
Agar Maan Jaata Manane Se Koi,
Kisi Ko Kyun Hamesha Yaad Karta Koi,
Agar Bhul Jaata Bhulane Se Koi!

please share and comment