Love Shayari-Khubsurat sa ek pal kissa banjata hai

Love Shayari-Khubsurat sa ek pal kissa banjata hai

Khubsurat sa ek pal kissa banjata hai

Khubsurat sa ek pal kissa banjata hai,
Jane kab kaun zindagi ka hissa banjata hai,
Kuch log zindagi me milte hain aise,
Jinse kabhi na tootnewala rishta banjata hai.

खुबसूरत सा एक पल​ ​क़िस्सा बन जाता है,
​जाने कब कौन ज़िन्दगी का​ ​हिस्सा बन जाता है,
​कुछ लोग ज़िन्दगी में ऐसे मिलते हैं ​जिनसे​..
​कभी ना टूटने वाला रिश्ता बन जाता है!!

Love Shayari-Nasha hum karte hain

Love Shayari-Nasha hum karte hain

Nasha hum karte hain


Nasha hum karte hain,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharab ka nahi unka hai,
jinka chehra hume har jaam me nazar aata hai.

नशा हम करते हैं,
इलज़ाम शराब को दिया जाता है,
मगर इल्ज़ाम शराब का नहीं उनका है,
जिनका चेहरा हमें हर जाम में नज़र आता है!

Love Shayari-Kisi ke dil mein basna bura to nahi

Love Shayari-Kisi ke dil mein basna bura to nahi

Kisi ke dil mein basna bura to nahi


Kisi ke dil mein basna bura to nahi,
Kisi ko dil mein basana khata to nahi,
Hain ye zamane ki nazar me bura to kya hua,
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi.

किसी के दिल में बसना कुछ बुरा तो नहीं,
किसी को दिल में बसाना कोई खता तो नहीं,
गुनाह हो यह ज़माने की नज़र में तो क्या,
ज़माने वाले कोई खुदा तो नहीं।