Love Shayari-Love Shayari, Badi shiddat se ho wo Mohabbat

Love Shayari, Badi shiddat se ho wo Mohabbat

Love Shayari, Badi shiddat se ho wo Mohabbat


Badi shiddat se ho wo.. Mohabbat ab kahan milti hain..
Ab to do pal waqt guzarna ho to.. bas kharud lete hain ishq!

बड़ी शिद्दत से हो वो.. मुहब्बत अब कहां मिलती हैं..
अब तो दो पल वक़्त गुज़रना हो तो.. बस ख़रीद लेते हैं इश्क़!

Love Shayari-Mere ishq ke tareke behad juda hai

Mere ishq ke tareke behad juda hai

Mere ishq ke tareke behad juda hai


Mere ishq ke tareke behad juda hai auron se..
Mujhe tanha hone par bhi ishq karna aata hai tumse!

मेरे इश्क के तरीके बेहद जुदा है औरों से..
मुझे तन्हा होने पर भी इश्क करना आता है तुमसे!

Love Shayari- Dil me na jaane kaise tere liye

Love Shayari- Dil me na jaane kaise tere liye

Love Shayari, Dil me na jaane kaise tere liye

दिल मे ना जाने कैसे तेरे लिए इतनी जगह बन गई,
तेरे मन की हर छोटी सी चाह मेरे जीने की वजह बन गई। 💕

Dil me na jaane kaise tere liye itni jagah ban gaee,
Tere mann ki har chhoti si chaah mere jeene ki wajah ban gai. 💕

Love Shayari-Mohabbat ki inteha na puchiye

Love Shayari-Mohabbat ki inteha na puchiye

Love Shayari, Mohabbat ki inteha na puchiye

Mohabbat ki inteha na puchhiye,
is pyaar kee vajah na puchhiye,
har saans me samaye rahte ho..
kahan base ho tum jagah na puchhiye. 💕

मुहब्बत की इन्तिहां न पूछिये,
इस प्यार की वजह न पूछिये,
हर सांस मे समाये रहते हो..
कहां बसे हो तुम जगह न पूछिये। 💕